Sunday 6 April 2014

Jab Tak Hai Jaan

Intezar krte krte ye aankhe band ho jayegi... In hothose inki nami chin jayegi... Dhundla pad jayega us suraj ka ujala bhi... Pr nhi bhul paunga mai tuze "JAB TAK HAI JAAN"2...

Likhunga hr nagma hr geet bs tere hi yaad me... Sochunga hr chah hr khushi ko bs tere hi sath me... Takta rahunga teri raah... Isi intejar me "JAB TAK HAI JAAN"2...

Itni shiddat se us khuda se bs ek tuze manga hai... Tere hi aanchal me khudko pura paya hai... Chahta hu tuze... Or chahta rahunga tuze "JAB TAK HAI JAAN"2

Aawaz ho tum meri... Saans ho tum meri... Dhadkan tum meri... Tum hi meri pehchan ho...
Sunta hu tumko... Sochta hu tumko... Geet mera tum ho... Mai likhta hu bs tumko...
Maanata hu tumko... Pujta hu tumko... Swarg mera tum ho... Tum hi mera bhagwan ho...

Aashiyana ho n ho... Mera thikana ho n ho... Tu hai to mai hu... Yu hi machalti rehna meri ruh me "JAB TAK HAI JAAN"3...

-Vinus

No comments:

Post a Comment